
thodikhatithodimethi
I know mai har baar story start kar yaha se gayab ho jati hu kyuki mai isse handel nahi kar pati yaha jada time on nahi rah pati but insta pe rahti hu or meri story waha continue rahti hai bas wo hindi mai hoti like sudh hindi nahi jaisa yaha likha hai Waise A Love is so pure ✨ ( Tales of hearts ) bhi waha Continue hai waha uske 114 parts Complete ho chuka hai or Love is Everything ✨ ke 52 parts Complete ho gaye hai agar koi yaha aisa jo meri story padhta hai ya padhna chahta hai to meri insta id pe jaa kar padh sakta hai @thodi_khaati_thodi_methi ye meri id hai Or yaha pe jab mujhe time milega mai kosis karungi karne ka yaha bhot time lagata hai mujhe kyuki meri english achhi nahi pahle mujhe story sochni hoti or fir usse Traslate karna padhta hai is mai mujhe Bhot time lagtaa hai or insta pe bas jo socha usse likh do isse aasani hoti hai mujhe so agar koi aisa hai jo padhta hai ya padhna chahta hai wo waha jaa kar padh sakta hai waise mujhe yaha koi waisa dikhta to nahi but agar koi hai to waha jaa kar padh sakta hai Thank You ✨