Kuch baatein lafzon mein bayaan nahi hoti, 🌹🥀
Kuch khwahishein sabse kahi nahi jaati. 🤍✨
Kuch naam dil mein thehar jaate hain, 🫶
Kuch chehre duaon mein utar jaate hain. 🌙🕊️

Kabhi kisi ki khushi maang lete hain, 🌷
Kabhi kisi ka saath maang lete hain, 🫂💗
Aur kabhi apni hi uljhanon mein ghirkar, 🥺
Bas thoda-sa sukoon maang lete hain. 🤍🦋

Na koi gawaah, na koi shor hota hai, 🌌
Duaon ka apna hi ek daur hota hai. 🕊️✨
Jahaan duniya se chhupa har ehsaas rehta hai, 🥹🤍
Wahin dil ka sabse sachcha alfaaz rehta hai. 🌙🫶💌

From Sukoon- By @Mynaawritesss

Ab bholu ko mention kiya hai toh apne dholu ko kese bhule?
Dono package deal hai,
So welcome our very own bholu, and meri pyaari si chutkuu ✨️✨️-

@Maincharacter_gurll 💅🏼
  • JoinedJuly 27, 2025



1 Reading List