part 24
"Sath phere tere sath ke "
manik ko nandani par shak hona ab aage
nyunika - nahi ose nahi pata ki tum oske husband ho .
manik- thik hai ose nahi pata na ki main oska pati hon .
nyu - han beta ose nahi pata ki tum oske pati hon tunhe aisa kyu lag raha hai .
manik - ab kyu lag raga hai ye to bahut simple hai pata lagana woh main pata laga longa apne way se aap fikar na kare aap ko to pata hai hi nahi aap to innocent hai in sab main but i am.100% shour ki ose pata hai ki main oska pati hon kyunki jab woh mughe bade dever ji bolti hai to mughe lagta hai jaise woh mughe tease kar rahi hai maira majak bana rahi hai jo harkat woh karti hai woh kabhi bhi chhote bhai ki wife nahi karti anjane main woh mughe manik kehne lagti hai mairi chot par pagalon ki tarha bihave karne lagti hai jo normel nahi hai mughe dikh raha hai aap ko nahi koi baat nahi ab main dekhta hon ki sach kya hai manik malhotea hon main koi bewakuf teen ager boy nahi jo kisi ki bhi chal main fans jaaonga ab aap dekhna main kya karta hon ye pata karne ke liye ki ose pata hai ya nahi just wait and watch main jaa raha hon mom meating hai papa aap chal rahe hai ya nahi
yash - han nahi tum chalo main tumhe baad main join kar longa ok
manik - ok dad bay
aur chala jaata hai
nyu - gate band karke oh my god baal bal bach gayi main aaj agar isse pata chal jaata na to ye nandani ka jina haram kar deta jaanti hon main ose aur phir nandani ko promice bhi to kiya tha ose kaise tod deti main.
yash - ek baat to hai nyu tumhare bete aur bahu ki jodi made for each other hai .kya dimag hai dono ka jara jara si baato ko jod kar sach pata kar lete hai apne aap hi ab pata nahi ye kya karega bahut gussa hai ye phir se pehle jaisa nahi ban jaaye khados gussel .
nyu - nahi hoga jisse shadi hui hai na woh bahut pyari hai chanchal hai isse badl hi degi wese bhi osse pyar karne laga hai to ose pareshan to karne se raha han teas kar sakta hai to itne din se nandani bhi to kar rahi hai na ose teace ab isse karne do hum ne sach to bataya nahi hai to karne do handel dono ko one month ke baad dekhenge kya karna hai
yash - hamara ladla to pyar karne laga hai nandani se par kya hamari ladli bahu rani bhi pyar karne lagi ya nahi .
nyu - han ye hi pata nahi chal paaraha oska pachpana hi khatam nahi hota to pata kaise karo .
yash - chalo dekhnege ab aap ka beta kya karta hai shayad pata chal jaaye ki aap ki bahuvl ke dil main kya hai

ESTÁS LEYENDO
sath phere tere sath ke (COMPLETE )
Fanfictionnew Manan simpel love story very unique concept and you like Manan bond very much