PHiR MuHaBBaT Hui
By AishaWaris
16.3K
993
687
  • Romance
  • lovestory
  • muhabbat
  • pakistani
  • phirmuhabbathui
  • romance
  • urdu

Description

Saram change kar ke niche a gya, Samia Dinning table phe bethi uska intzaar kar rhi thi. - Ammi aap soo jae main khud le lungha- Saram ne kaha. - Mujhe nind kaha ae ghi jab tak tumari shadi na ho jae- Samia ne kaha. - Wo to impossible hain- Saram ne kaha. - Saram Mahira ko is dunya se ghae hue 2 saal ho ghae hain , plz ab to tum Shadi karlo, mujhse tumari yeh udassi dekhi nhi jathi- Samia ki ankhu main ansu a ghae. - Ammi jaan plz mujhe majbuur na kare, ab main kisi or se muhabbat nhi kar paungha- Saram khana choor kar room main chala gya. - Ab to tumari shadi Zarah se karwa kar hi rahunghi- Samia Dil hi Dil main kehne laghi. Mahira ke jane ke baad Saram ki zindagi bht hi badal ghai thi. Eek haste khelte Saram se eek udaas Saram ban gya tha. Aaj kal Saram office main khud ko busy rakhta tha. Jab Zarah Saram ki zindagi main ai to wo badalne phe majbur ho gya. kya Saram ko Zarah se phir muhabbat ho jae ghi? kya Zarah Saram ke dil main apne lie jagah bnaa leghi?

I am back

Continue Reading on Wattpad
PHiR MuH...
by AishaWaris
16.3K
993
687
Wattpad