Anokhee - Muskaan
By RameshDesai7
15
1
0
  • General Fiction
  • anokhi
  • janmamanav
  • texttospeech

Description

Duniya mein khoon ke rishto ke alava bhi kuchh aise rishte hote hain , jo is rishto se aage nikal jate hain . Yeh kahani bhi aise hi rishte ki hain .. Do anjaan vykti ke beech pyar ka anootha rishta kayam karti hain . Maanav aur Anokhee dono ek hi office mein saath kaam karte the . Shayad bhagvan ne hi un dono ko milaya tha aur unmein baap beti ka rishta sthapit ho jata hain . Paiso ke abhav se us ki shaadi nahi ho pati hain ..Us haalat mein woh bhagkar ek muslim ladke se vyah racha leti hain . Aur kuchh hi mahino mein ek beti ka Uphaar dekar ek nailaaj beemari mein chal basti hain . Woh apni beti ke liye kuchh bhi nahi kar paya tha , us ka Maanav ko sadaiv ranj hota hain . Muskaan ki jagah Manav ki zindagi mein Anokhee dakhil hoti hain . Jo ek mevki xerox copy sabit hoti hain . Dono mein kafi Samanta thi . Maanav ke liye dono ek jaisi ahamiyat rakhti thi . Manav ek garib insaan tha . Us ki yehi garibi ne us ki iklauti beti Muskaan ka balidaan lita

Anokhee - Muskaan

Continue Reading on Wattpad
Anokhee...
by RameshDesai7
15
1
0
Wattpad